WHATSAPP UNLIMITED MESSAGES FORWARD! Agar Whatsapp par sabhi ko Single Message Forward kar-kar ke thak gaye hai? to Whatsapp ke is Old is Gold Feature ka use kare.
Dosto dunihyabhar me jyadatar log Whatsapp to chalate hi hai, ho sakta hai ki aap bhi ek Whatsapp User ho. Haal hi me Whatsapp ne ek naya Version pesh kiya hai, jisko agar aapne use kiya ho, yani agar aapne Whatsapp ka naya Version Install kar liya ho to aapko Whatsapp par messages forward karne me dikkat aa rahi hogi. Jab aap whatsapp par kisi message ko ek sath bahut sare logo ko forward karna chah rahe honge to Whatsapp ise allow nahi kar raha hoga. Dosto aaj ke is video me hum yahi janne wale hai ki Whatsapp par ek sath 5 logo se jyada logo ko message kaise forward kar sakte hai, agar aap bhi yeh trick aur tips jaanna chahte hai toh is video ko shuru se lekar aakhiri tak jaroor dekhiyega.
Aage badhne se pahle aap yah jaan lijiye ki Broadcast Message ka use aakhir kiya kyo jata hai? Broadcast Message Whatsapp ka ek bahut hi purana Feature hai, jiska purane samay me bahut hi kam use kiya jaata tha, lekin hum Broadcast Message ko as a Group Message use kar sakte hai, lekin ye Group Message se alag Feature hai jisme One Sided Messages kiye jaate hai, yani isme sirf Admin hi Messages kar sakta hai, baaki sabhi members only Messages padh sakte hai, others members bhi hume messages to kar sakte hai, lekin jab hum unhe messages karte he toh hum sabhi ko only ek message karte hai, lekin wo sabhi ko personally jaata hai, isi tarah jab wo hume message karte hai to wo bhi hume personal conversation me hi dikhayi deta hai, jiska hume baad me alag-alag message bhejna hota hai, kyunki sabhi log alag-alag reply karte hai, nahi to hum Broadcast Continue rakh sakte hai. Broadcast message me koi member ye nahi pata kar sakta ki ye message kis-kis user ko bheja gaya tha, lekin wo yah samja jata hai ki yah ek Broadcast message tha, kyonki usme ek Speaker ka mark bana hua Show hota hai.

- Iske baad hume isme members add karne hai, hum isme kam se kam 2 aur jyada se jyada 256 members add kar sakte hai, uske baad hum right wale mark par click karenge, tab hamara broadcast group taiyar ho jayega.
- Agar chahe to hum right 3 Dots par click karke ise Name, Wallpaper etc change karke Customize bhi kar sakte hai
- Last me hum niche message type karke send kar denge to wo Broadcast ke sare logo ke pas pahuch jata hai.
Dosto agar aap is video ko madhyam se live tarike samjhna chahe toh aap neeche di gayi link par Youtube ki through Online bhi jaan sakte hai.
Dosto agar aap esi tarah ki instgram se related aur bhi post janna chahte hai to aap hamare Blog ko check kar sakte hai, inke alawa bhi yaha par Instagram se related Post hai aur aage bhi hum esi hi post samay-samay par late rahenge.